logo

Get Latest Updates

Stay updated with our instant notification.

logo
logo
account_circle Login
Ravidas (रविदास)
Ravidas (रविदास)

Ravidas (रविदास)

By: Nai Kalam Publishing House
10.00

Single Issue

10.00

Single Issue

About Ravidas (रविदास)

Pahle Bharatvarsh men varn bhed ki samasya gurutar thi . shoodra antim swans tak asparshya ka naarkiy jivan jite the , par 14 vin shatabdi ke madhy men shoodra Ravidas  agragany santon men gine gaye.  Ek mahan sant evam kavi ki gaurav gatha evam sandesh , jisne charm kaar ke ghar janm lekar samta ka sandesh diya . grihasth dharm men rahkar bhakti ka maarg prashast kiya , samaj sudhar aandolan ko gati di aur karm ko pradhan mana.   Dalit varg ko uncha uthane aur barabar lane ke liye rajnaitik labh aur hathkandon ko chhodkar vastav men jise awashyakta ahi uski sahayta karke unhen uncha uthane ka prayas karna chahiye tabhi yah andolan safal ho sakega.