Hemu Akhyan (हेमू आख्यान)
Hemu Akhyan (हेमू आख्यान)

Hemu Akhyan (हेमू आख्यान)

This is an e-magazine. Download App & Read offline on any device.

Preview

Hemu athwa hemraj madhy yug ke itihas men vishesh sthan rakhte hain, N. K. Smith, L.P. Sharma ki shodh ke anusar Hemu vaishya varg se the aur Aadilshah ki mrityu ke pashchat ve Dilli ki gaddi par baithe .Hemu ko nyay priy hone ke karan Vikramaditya ki upadhi se vibhushit kiya gaya . vaishya logon ne samay samay shasan sambhala, Hemu Dilli men antim hindu smrat rahe. Yah pustak unhin ki veergatha hai. “Hemu ki gaurav gatha ko jan – jan tak pahunchayen Wah gahoi kul men janme the , shraddha suman chadhayen”